insaan ke liye garibi ek bahoot bada abhishaap hai.
ise mitai bina kisi bhi desh ka vikaas sambhav nahi hai.
jab kabhi kisi vastavik garib ko dekh leta hun to pura din sochane me hi kharaab ho jaata hai.
parantu karne ke liye kuchh bhi nahi.
fir bhi kosish karta hun use ek samay ka bhojan ki vyawastha ho jaaye.
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें